Free mein Chess khelna hai aur ₹10,000 jeetna hai? Toh ye GAMP-ChessBase India Chess tournament sirf aapke liye hai! 🏆♟️
GAMP ek dhamakedaar gaming platform hai jahan 291K+ players apne scores ke saath compete karte hain, leaderboards par chadhte hain aur amazing prizes jeette hain! 🎉
App chess.com k khiladi ho toh GAMP par 1st March ko hone wala hai ek full power tournament! 🔥 Timing: 6-8 PM, Bas GAMP ki website par jao, login karo karo apne email id, phone number aur OTP deykar. Ab kya? Event k liyey register karo aur apna chess.com gamer handle add karo. Phir toh bohut hi assan hain. Event shuru honey ka wait karo aur Chess.com par jake jitney zyada games jeet sakte ho, jeetlo.
Entry fee? Bilkul FREE! 💸 Prize pool? ₹10,000 💰
Toh der mat karo, neeche details check karo aur abhi register karo! 🚀
Is Blog me aapko milegi poori jaankari – kaise register karein, format kya hai, timings aur aur bhi bahut kuch! Toh der mat karo,details check karo aur jaldi se register karo aur champion banne ka chance lo.
Tournament: ChessBase India Online Chess Tournament Date & Time: 1st March, 6-8 PM IST Time Control: 10 minutes + 0 second increment (Dhyan Rakhna, Yehi time control mein khelna zaroori hai) Platform: Chess.com (Saare games yahin khelne honge)
More Wins = More Points = Higher Rank!
- Apni ranking aur points GAMP leaderboard par check karo.
- Points aapke Chess.com gamer handle se automatically update ho jaayenge!
🥇 1st Place: ₹5000 Amazon Voucher 🥈 2nd Place: ₹2000 Amazon Voucher 🥉 3rd Place: ₹1000 Amazon Voucher 🏅 4th - 5th Place: ₹500 Amazon Voucher 🎖 6th - 10th Place: ₹200 Amazon Voucher
Abhi jao aur FREE Chess Tournament ke liye register karo! Board set hai, challange ready hai – kya tum agla champion banne ko tayar ho? 🏆🚀
Soch rahe ho GAMP kya hai? Simple hai! Yeh ek social gaming platform hai jahan aap apne favorite games khel sakte ho, friends ke saath compete kar sakte ho aur leaderboard par top karne ke liye score bana sakte ho. Jo jitenge, unke liye prizes aur gift coupons bhi hain! 🎁
GAMP = Gaming + Competition + Rewards
Toh aur wait kis baat ka? GAMP ke baare mein aur jaanne ke liye yahan click karo!